Happy Holi!
Holi ke khub shurat rang ki tarah
Aapke aur aapki puri pariwarko
Meri tarafse bahut bahut rango bhari Shubhakamanye !!!

Mathura ki khushbu!
Brindabanki sugandh, barsane ki fuhar
Radhaki ummid, kanhakaa Pyaar
Mubarak ho aapko, Holi ka tyohar, Happy Holi !!!

Aap hamare dil mein rehte hain,
Tabhi to hum aapki itni kadar karte hain
Koi humse pehle na wish karde aapko
Esiliye hum pehle hi holi wish karte hain Happy Holi !!!

Rango mein ghuli ladki kya laal gulabi hai
Jo dekhta hai kehta hai kya maal gulabi hai
Pichle baras tune jo bhigoya tha holi mein
Ab tak nishani ka woh rumaal gulabi hain. Happy Holi!!!

Holi ka ye hai pawan tyohar
Jivan me laye khushiyan apar,
Sukh ke rango ki ho bauchar
Dhan-samridhi aye aapke dwar,
Subhkamna humari kare swikar.Happy Holi!

Radha ke rang aur kanhaiyya ki pichkari,
Pyaar ke rang se rang do duniya saari,
Yeh rang na jaane koyi majhab na boli,
Mubarak ho aapko khushiyo bhari holiHappy Holi to all of you

Dete hain Aapko Hum Dil Se Ye Duaayein,
Holi Ke Rang Aapke Jeevan Mein Bhar Jayein,
Aapke Sabhi Sapne Chutki Mein Poore Hon,
Aapke Jeevan Mein Dukh Kabhi Na Aayein.
Happy Holi.

Sabhi Rango Ka Raas Hai Holi,
Man Ka Ullas Hai Holi,
Jeevan Mein Khushiyan Bhar Deti Hai,
Bas Isiliye Khaas Hai Holi.

Har khusi aapki rahe
Har muskaan aapki hatope saji rahe
Rang bhare iss tyohar ki tarah
Aapki jindagi bhi rangin rahe
Happy Holi!

Rangoki barsha, gulalko fuhar
Surajki kirane, khushiyo ki bauchhar
Chandanki khushbu aur aapne pyar
Mubarak ho aapki Holi ka tyohar!
Happy Holi~